Namazi Ke Saamne Se Gujarne Wala

Abu Jaheem radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah sallallahu-alaihi- wasallam ne farmaya ki agar Namazi ke samney se guzarney wala janta ki uska kina bada gunaah hai to uskey samney se guzarney par 40 ( Din ya mahiney ya saal) tak wahi khadey rahney par tarjeeh deta Abu al nasar ne kaha ki mujhe yaad nahi ki basar bin saeed ne 40 din kaha ya 40 mahina ya 40 Saal

Sahih Bukhari

Related Posts