Gairullah ko pukarna

💧Gairullah ko pukarna shaitan ki ibadat karna hai___

🎈ALLAH tala Qyamat.k.din insano se farmayega___
🌻A_Aulad.e.adam kya maine tumse nahi kaha tha.k.shaitan ki ibadat mat karna_
yaqeenan wo tumhara khula dushman hai__
aur meri hi ibadat karna yahi seedhi Raah hai.(su.yaseen.60-61)______

💧Aaj shaitan ko koi sajda aur koi Ruku nahi karta__
🎈Aaj koi shaitan ko nahi pukarta ___
🌻magar ALLAH.k.Alawa kisi ko bhi pukara jaye wo shaitan ki hi ibadat hai___

💧ALLAH tala ne farmaya:-

🎈IBRAHEEM(a)ne apne Abba se kaha.k.
Abba jaan mere peeche chalo mai Aap ko seedhi Raah par le chalunga___
A_Abba jaan shaitan ki ibadat na kar _.shaitan to Rehman ka na farman hai(su.mariyam.41-44)_____

🔻is Ayat se bhi sabit hua.k.buton ki pooja karna hi shaitan ki ibadat karna hai __

🌻ek aur aayat mai ALLAH tala farishton se farmayega.k.
kya ye log tumhari ibadat karte the
_farishte kahenge ye log jinnat ki ibadat karte the aur aksariyat unhi ko manti thi(su.sabaa.40-41___

💧mushrikeene makka farishto ko ALLAH ki betiyan.(beti) kehte the
🎈aur unki ibadat karte the magar farishte saaf inkar kar denge
aur kahenge ye shaitan jinnat ki ibadat karte the___
🔻aur bhi bahut sari ayat se sabit hai.k.jis se sabit hota hai .ka.gairullah ko pukarna shaitan ki ibadat karna hai🌻